1. Dhoye dhoye aangana
me aao mhara dadiji
3. Maai ei thaari jot
sawai ei.
4. Vinati karoon hoon
mai baar baar
5. Mujhe darshan de
gayee ma, kal raat sote sote.
6. Mhari bhi naiya ne
kar de paar ma
7. Nain khol dekh
maiya bhakt ki pukaar hai
8. Jab koi nahi aata,
meri maiya aati hai
9. Chhipa le ma, tu
aanchal me, main ik toota sitara hoon
10. Dena ho to
deejiye, janam janam ka saath
Dhoye dhoye aangana me aao mhara
dadiji,
Balakiya bulave bega aao mhara
dadiji.
Phoolan se thari jhanki saji
hai,
Kan kan me thari chhavi basi
hai,
Chadh sinh peeth padhaaro mhara
dadiji.
Dhoye dhoye aangana me aao mhara
dadiji
Tej tumharo maiya cham cham
chamke,
Mukhmandal ki aabha damake,
Satya ki jyoti jagao mhara
dadiji,
Dhoye dhoye aangana me aao mhara
dadiji
Jhunjhunu me lagyo maiya melo
bhaari,
Door door se aave nar naaree,
Pedan ko bhog lagaao mhara
dadiji,
Dhoye dhoye aangana me aao mhara
dadiji
Sankat me dadi daudi daudi aave,
Bhaktan ro dadi maan badhaave,
Baalakan ro maan badhaao mhara
dadiji,
Dhoye dhoye aangana me aao mhara
dadiji
Dhan ghadi dhan bhagya hamaraa,
Dadiji mhare ghara me padharaya,
Karo swagat dadi ko.
Chandan chauki lyaya ji, Gangajal mangwaya
ji,
Baitho mhara dadiji, bhaktan ne bulwaya
ji,
Dheere dheere charan pakharo, dadiji ki aarti
utaro,
Karo swagat dadi ko.
Sabko mando moh liyo, roop sajeelo dadi
ko,
Bhaktam ne pyaro laage, mandir jhunjhunuwali
ko,
Loon-raai waaro ji waaro, dadiji ki nazar
utaro,
Karo swagat dadi ko.
Aas bado hi shubh din hai dadiji ghar aaya
ji,
Bhajan karo sachche dil se yo sandesho lyaya
ji,
Bhaktan ko yo kehno hai, dadi sharan me rehno
hai,
Karo swagat dadi ko.
Maai ei thaari jot sawai ei. Dadi ei thari joy sawai
ei,
Koi baithi mand ke maay karo bhaktan ki sunai
ei.
Door door se yatri aave, than soon kare
pukar,
Chinta charo haro peeda ne, donu haath
pasaar,
Khadya sab log lugai ei, Maai ei thaari jot sawai
ei.
Gaon jhunjhunu maa sati rani, lagyo tharo
darbar,
Main bhee tharo daas bhawani, karoon thari
manuhar,
Karo mere mann ki chahi ei, Maai ei thaari jot sawai
ei.
Bheer padi bhaktan ke oopar, jad they keenhee
mehar,
Meri bariyan aaj lagaai, kaiyyan itni
der,
Mere to ib nai samaai ei, Maai ei thaari jot sawai
ei.
Vinati karoon hoon mai baar baar, dadiji sun lo meri pukar.
Vinati karoon hoon mai baar baar, dadiji sun lo meri
pukar.
Meri naiya purani hai, ma Ranisati, Paar thane hi lagaani
hai ma Ranisati,
Vinati karoon hoon mai baar baar, dadiji sun lo meri
pukar.
Chhayo ghano andhero, aur soojhe nahi hai
kinaro,
aakhri bharoso mhane dadiji tharo
saharo.
Thare bina, kun meri, peeda ne pichhani
hai,
Paar thane hi lagaani hai ma
Ranisati.
Kasht me ghiroon jab, main to thaari sharan me hi
aaoon,
Prem se main sumiroon, naam tharo sada hi main
gaaoon,
Laaj meri aaj ei maa thane he nibhaani hai, ma
Ranisati.
Paar thane hi lagaani hai ma
Ranisati.
Der se main tarsoon, manne aa kar gale se
lagaao,
Sinh par viraazo, dadi aao the bega sa
aao,
Manadai ri batadli, thane he batani hai, ma
Ranisati.
Paar thane hi lagaani hai ma
Ranisati.
Mujhe darshan de gayee ma, kal raat sote sote.
Mujhe darshan de gayee ma, kal raat sote
sote.
Phir beeti raat meri ma se baat hote
hote.
Mujhe yaad hai abhi bhi, who raat ka
nazaara,
Ma saamne khadi thi, aabhaas hote
hote.
Mujhe darshan de gayee ma, kal raat sote
sote.
Jaise same yeh moorat, waisi hi maine
dekhi,
Main to charnon me pada thaa, yoon nihal hote
hote,
Mujhe darshan de gayee ma, kal raat sote
sote.
Who gile who saare shikave, jo zara main ma se
kehta,
Sab bhoolate hi jaate, munje yaad hote
hote,
Mujhe darshan de gayee ma, kal raat sote
sote.
Mujhe god me bithaya aur pyar se ma
boli,
Tu to ab bhee ro raha hai, mere paas hote
hote,
Mujhe darshan de gayee ma, kal raat sote
sote.
Jise zindagi ne chaha aur dil se maine
pooja,
Who jhalak dikha gayee thi suprabhaat hote
hote,
Mujhe darshan de gayee ma, kal raat sote
sote.
Mhari bhi naiya ne kar de paar
ma,
Thaam le patwaar aa kar banja khewanhaar
ma,
Karde naiya paar ma.
Mhari bhi naiya ne kar de paar
ma
.
Phans gayo hoon beech bhanwar me soojhe nahi kinaro
kai,
Vipada aan padi hai bhaari ek aasro tharo
hai,
Matna soche ib to aa kar taar
ma,
Thaam le patwaar aa kar banja khewanhaar
ma,
Mhari bhi naiya ne kar de paar
ma.
Tarya shumbh nishumbh sa paapi, madhukaitabh ne marya
ho,
Paar karya mahishasur ne bhi ib kyon der laga raya
ho,
Aa kar dekho kitno hoon laachar
ma,
Thaam le patwaar aa kar banja khewanhaar
ma,
Mhari bhi naiya ne kar de paar
ma
Soojhe nahi koi ma aapno, thane hi bula rayo
hoon,
Tharo beto ho kar ke bhi main kitno dukh paa rayo
hoon,
Ojun le lyo ek baar avtaar ma,
Thaam le patwaar aa kar banja khewanhaar
ma,
Mhari bhi naiya ne kar de paar
ma
Nain khol dekh maiya bhakt ki pukaar
hai
Deen dukhiyare saare aaye tere dwaar
hai.
Sinh ki sawari thari shaan hi nirali
hai,
Gale mund maal tu hi kaali matwali
hai,
Gyani aur dhyani tero paayo nahin paar
hai,
Deen dukhiyare saare aaye tere dwaar
hai.
Tu hi nav Durga hai, chandika vishal
hai,
Sharda bhawani tu hi kare pratipaal
hai,
Jhunjhunu ke maay maiya tero darbaar
hai,
Deen dukhiyare saare aaye tere dwaar
hai.
Paandavon ki tumne hi laaj bachaai
thee,
Yaad kari jab daudi daudi aai
thee,
Aisa hi apaar apne bhakton se pyaar
hai,
Deen dukhiyare saare aaye tere dwaar
hai.
Shumbh aur nishumbh maiya tune hi vidaare
hain,
Mahishasur se maiya tune daitya pachhade
hain,
Der na lagaao maiya dil bekarar
hai,
Deen dukhiyare saare aaye tere dwaar
hai.
Jab koi nahi aata, meri maiya aati
hai,
Mere dukh ke dinon me who badi kaam aati
hai.
Meri naiya chalati hai, patwaar nahi
hilti,
Kisi aur ki ab mujhko darker naheen
hoti,
Darkaar pade jab bhi, ma daudi aati
hai,
Mere dukh ke dinon me who badi kaam aati
hai.
Koi yaad kare inko, dukh halka ho
jaaye,
Koi prem kare inse, ma uskee ho
jaaye,
Yeh bin bole dukh ko pehchan jaati
hai,
Mere dukh ke dinon me who badi kaam aati
hai.
Yeh itni nadi ho kar deenon se pyaar
kare,
Chahe chhote ho ya bade, sabko sweekaar
kare,
Hum bhakton ka kehna, yeh maan jati
hai,
Mere dukh ke dinon me who badi kaam aati
hai.
Chhipa le ma, tu aanchal me, main ik toota sitara
hoon.
Main jaisa bhi hoon he maiya, magar beta tumhara
hoon.
Naheen paya kabhee bhi chain maiya maine jeevan
me,
Kabhi na such ke sapne dekhe mere soone nainan
ne,
Zara mujhko sahara do ki main ik besahara
hoon,
Chhipa le ma, tu aanchal me, main ik toota sitara
hoon
Na ho paaye kabhee jo maaf, kya aise paap hain
mere,
Hai aisi kaunsi mushkil, naheen jo bas me hai
tere,
Bana sakati hai tu kismat, ke main kismat ka mara
hoon,
Chhipa le ma, tu aanchal me, main ik toota sitara
hoon
Meri aankhon me ab aansoo bhi maiya chip na
paayenge,
Yeh bah bah kar mere aansoo, tujhe dukhade
sunayenge,
Mujhe tum lo sharan me ma, ki main jeevan si haara
hoon,
Chhipa le ma, tu aanchal me, main ik toota sitara
hoon
Dena ho to deejiye, janam janam ka
saath,
Mere sir pe rakhdo maiya, apne yeh dono
haath,
Dena ho to deejiye, janam janam ka
saath.
Iss janam me sewa de kar bahut bada ehsaan
kiya,
Tu hi Durga, tu hi Kali, humne tumhe pehchaan
liya,
Hum saath rahen janamoon tak, bas rakhna itni
baat,
Dena ho to deejiye, janam janam ka
saath
Jhulas rahe hain gham ki dhoop me, pyar ki chhaiyan kar de
tu,
Bin paani ke naav chale na, ab patwaar pakad le
tu,
Mera raasta karde roshan, chhai andhiyaari
raat,
Dena ho to deejiye, janam janam ka
saath
Suna hain humne, sharnagat ko apne gale lagati
ho,
Humne aisa kya maanga, jo dene me sakuchati
ho,
Chahe dukh me rakh ya such me, bas hoti rahe
mulaqat,
Dena ho to deejiye, janam janam ka
saath